Darmiyaan Song Lyrics from the movie/album Chef released in the year 2017 starring Padmapriya, Saif Ali Khan. The song Darmiyaan was sung by Raghu Dixit. The music was given by Raghu Dixit. The lyrics were Penned by Ankur Tewari. The music rights for song purely belongs to T-Series

Darmiyaan Lyrics

Teri Meri Mulaqaaton Mein
Oh Choti Choti Unn Baaton Mein
Tham Jaata Tha Woh Pal Wahaan
Beeta Lamha Pata Bhi Na Chala

Darmiyaan… Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan (2 Times)

Darmiyaan…

Kabhi Meetha Kabhi Kadva Saa
O Sapna Par Woh Apna Tha
Jaane Kaise Paraya Ho Gaya
Sapna Toota Pata Bhi Na Chala

Darmiyaan… Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan (2 Times)

Darmiyaan…

Sunte The Ke Hai Ye Daayra
Uss Mein Tha Basa Apna Jahaan
Socha Na Tha Badal Jaayega
Tukda Tukda Sa Reh Jaayega

Toota Iss Kadar Dekho Yahan
Aisa Bikhra Sameta Na Gaya…

Darmiyaan… Darmiyaan…
Faasley Kab Aaye Darmiyaan (2 Times)

Darmiyaan…

Share your thoughts

Raghu dixit live, Raghu dixit songs, Raghu dixit project, Saif ali khan | nikita gandhi | raghu dixit, Raghu dixit, Tere mere darmiyaan, Tere mere lyrics | saif ali khan | amaal mallik feat armaan malik, Darmiyaan, Chef movie trailer | saif ali khan | 2017, Darmiyaan video song, Tere mere darmiyaan song lyrics, Tere mere darmiyaan full song, Padmapriya, Darmiyaan song, Svar kamble, Darmiyaan chef, Tere mere darmiyaan hain, Lyrics, Lyrics song, Hindi songs lyrics