Dariya Ubale Song Lyrics from the movie/album Admissions Open... Do What You Are Born For... released in the year 2016 starring Anupam Kher, Aashish Vidyarthi. The song Dariya Ubale was sung by Shon Pinto. This movie/album was directed by K.D. Satyam. The music was given by Amit Trivedi. The lyrics were Penned by Shellee. The music rights for song purely belongs to Apple Music

Dariya Ubale Lyrics

Kahan Gaye Ujaale
Jo Raah Ko Dikha De
Hai Baaware Se Hum Toh
Sehra Mein Gul Khila De
Dariya Ubale Dariya Ubale
Dariya Ubale Le Raha Hai
Maahol Woh Bana Denge
Subah Ko Hum Bana Denge
Hum Mein Dum Hai
Woh Raah Hum Dikha Denge
Dilon Mein Hum Jagah Lenge
Hum Mein Dum Hai

Dil Mein Kuch Aur Thaani
Apni Kahein Kahani
Khud Ki Hai Yeh Rawaani
Hai Bekhudi Mein Chalte
Ujaale Jo Na Dhalte
Aur Aankh Mein Hai Na Paani
Jo Padh Liya Woh Bas Hai
Jo Kar Rahe Woh Sach Hai
Ghisi Piti Jo Raahein
Unhi Pe Chalte Jaaye
Dariya Ubale Dariya Ubale
Dariya Ubale Le Raha Hai
Maahol Woh Bana Denge
Subah Ko Hum Bana Denge
Hum Mein Dum Hai
Woh Raah Hum Dikha Denge
Dilon Mein Hum Jagah Lenge
Hum Mein Dum Hai

Maahol Woh Bana Denge
Subah Ko Hum Bana Denge
Hum Mein Dum Hai
Woh Raah Hum Dikha Denge
Dilon Mein Hum Jagah Lenge
Hum Mein Dum Hai.

Share your thoughts

No Keywords