Dard Kaa Pata Lyrics | Gandhigiri | Mohammed Irfan, Sam | Sahil Rayyan

Dard Kaa Pata Lyrics | Gandhigiri | Mohammed Irfan, Sam | Sahil Rayyan

??dard ka pata hi naa raha
Gum hua main tujhme is tarah
Dard ka pata hi naa raha
Gum hua main tujhme is tarah
Aankhe apni jab main band karu
Aankhe apni jab main band karu
Bas tujhe hi dekhta raha
Dard ka pata hi naa raha
Gum hua main tujhme is tarah
Dard ka pata hi naa raha
Gum hua main tujhme is tarah

Hasrato ka kya
Jo nahi mila
Hasrato ka kya
Jo nahi mila
Harf ki tarah mai jise padha
Main jise padha
Waqt jaane kab gujar gaya
Dar badar main dhundhata raha

Ho ab talak mera
Kyu naa wo hua
Ab talak mera
Kyu naa wo hua
Jisko paane ki maangi hai dua
Maangi hai dua
Rab mera tu kyun khafa hua
Aisi mujhse kya huyi khafa
Aankhe apni jab main band karu
Aankhe apni jab main band karu
Bas tujhe hi dekhta raha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *