Dard E Disco Song Lyrics from the movie/album Om Shanti Om released in the year 2018 starring Shahrukh Khan, Deepika Padukone. The song Dard E Disco was sung by Caralisa Monteiro, Sukhwinder Singh. This movie/album was directed by Farah Khan. The music was given by Vishal Shekhar. The lyrics were Penned by Vishal Dadlani, Javed Akhtar, Kumaar

Dard E Disco Lyrics

??o Haseena O Neelampari
Kar Gayi Kaisi Jaadugari
Neend In Aankhon Se Cheen Li Hai
Dil Mein Bechainiya Hai Bhari
O Haseena O Neelampari
Kar Gayi Kaisi Jaadugari
Neend In Aankhon Se Cheen Li Hai
Dil Mein Bechainiya Hai Bhari
Main Bechara Hoon Awaraa Bolo
samjahon Main Yeh Abb Kis Kis Ko
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco Dard-e-disco
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco Dard-e-disco
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco Dard-e-disco
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco Dard-e-disco

Ohh Fasale Gul Thi Gulposhiyon Ka Mausam Tha
Hum Per Kabhi Sargoshiyon Ka Mausam Tha
Ohh Fasale Gul Thi Gulposhiyon Ka Mausam Tha
Hum Per Kabhi Sargoshiyon Ka Mausam Tha
Kaisa Junoon Khwaabon Ki Anjuman Mein Tha
Kya Mein Kahoon Kya Mere Baakpan Mein Tha
Ranish Ka Chala Tha Fhobwara
Phoota Jo Khwaab Ka Goobbara
Abb Phirta Hoon Mein London
Paris New York La Sans Fansico
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco
Dard-e-disco
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco
Dard-e-disco
Dard-e-disco Come On Now Lets Go
Dard-e-disco Come On Now Lets Go
Dard-e-disco Come On Now Lets Go
Dard-e-disco Come On Now Lets Go
Dard-e-disco Come On Now Lets Go


Lamha Lamha Armaano Ki Farmaaish Thi
Lamha Lamha Jurrrat Ki Aajmaaish Thi
Lamha Lamha Armaano Ki Farmaaish Thi
Lamha Lamha Jurrrat Ki Aajmaaish Thi
Abr-e-karam Ghir Ghir Ke Mujhpe Barsa Tha
Abr-e-karam Barsa To Tab Mein Tarasa Tha
Phir Kyun Na Hua Mazar Mera
Woh Mera Sanam Dilbar Mera
Dil Tod Gaya Mujhse Chhodgaya
Woh Peechale Mahine Ke Chhabis Ko
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco
Dard-e-disco
Dil Mein Mere Hai
Dard-e-disco
Dard-e-disco
Dard-e-disco

O Haseena O Neelampari
Kar Gayi Kaise Jaadugari
Neend In Aankhon Se Cheen Li Hai
Dil Mein Bechainiya Hai Bhari
Main Bechara Hoon Awaraa Bolo
Samjahon Mein Yeh Abb Kis Kis Ko
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco Dard-e-disco
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco Dard-e-disco
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco Dard-e-disco
Dil Mein Mere Hai Dard-e-disco
Dard-e-disco Dard-e-disco

Share your thoughts

Sukhwinder singh, Om shanti om, Dard e disco full video hd song | om shanti om | shahrukh khan, Caralisa monteiro, Caralisa, Shekhar ravjiani, Dard e disco full video hd song | om shanti om | shahrukh khan reaction, Vishal dadlani, Shanti, Sukhwinder singh live in concert, Dard e disco, Sukhwinder singh live, #dard e disco #8d music #shahrukh khan, Sukhwinder singh live performance, Disco, Sukhwinder singh live in concert at burdwan kanchan utsav 2021, Nisha mascarenhas