Dard-e-dil Me Kami Na Ho Jaaye
Dard-e-dil Me Kami Na Ho Jaaye
Dosti
Dushmani Na Ho Jaaye
Dard-e-dil Me Kami Na Ho Jaaye
Tum Meri Dosti Ka Dam Na Bharo
Tum Meri Dosti Ka Dam Na Bharo
Aasmaan Muddayi Na Ho Jaaye
Dard-e-dil Me Kami Na Ho Jaaye
Baithta Hai Hamesha Rindo Me
Baithta Hai Hamesha Rindo Me
Kahin Zaahid Wali Na Ho Jaaye
Dard-e-dil Me Kami Na Ho Jaaye
Apne Khuye Wafa Se Darta Hu
Apne Khuye Wafa Se Darta Hu
Aashiqi Bandagi Na Ho Jaaye
Dard-e-dil Me Kami Na Ho Jaaye
Dosti Dushmani Na Ho Jaaye
Dard-e-dil Me Kami Na Ho Jaaye
Dard-e-dil Me Kami Na Ki Jaye Song Lyrics from the movie/album Visions (Jagjit Singh) released in the year 2019. The song Dard-e-dil Me Kami Na Ki Jaye was sung by Jagjit Singh. The music was given by Jagjit Singh. The lyrics were Penned by Bekhud Dehlvi
Share your thoughts