Danke Ki Chot Se Lyrics | Hum Hain Lajwab | Kishore Kumar | R D Burman

Danke Ki Chot Se Lyrics | Hum Hain Lajwab | Kishore Kumar | R D Burman

Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Hamane yeh dil tum pe kurbaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya

Are bhai sun liya abb chup bhi ho jaao
Tum bhi shaayad chup rehate
Hum bhi shaayad chup rehate
Aankhon se dil ki baatein kab kehate kaise kehate
Kaam bada mushkil tha aasaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya

Jara socho kya tumhaari yeh harkate dekhkar
Duniywaale kya kahenge
Kehane do
Jina hai toh jina hai
Marana hai toh marana hai
Pyaar agar karana hai toh
Duniya se kya darana hai
Saari duniya ko ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya

Haay haay haay haay haay
Tumhe logon ki bilkul sharam nahi
Bilkul nahi
Logon se sharmaate the
Duniya se ghabraate the
Dekha hamane keh daala
Tum jo keh nahi paate the
Maano hamane tum pe ehsaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Hamane yeh dil tum pe kurbaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya
Danke ki chot se ailaan kar diya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *