Dam Bhar Hai Juda To Hal Hai Ye Song Lyrics from the movie/album Jadui Angoothi released in the year 2018 starring Chitra, Manhar Desai. This movie/album was directed by A M Khan. The music was given by Suresh Kumar. The lyrics were Penned by Zafar Rahi

Dam Bhar Hai Juda To Hal Hai Ye Lyrics

Dam Bhar Hain Juda To Haal Hain Ye
Dil Tut Gaya To Kya Hoga
Agar Uski Mohabbat Ka Daaman
Kahi Chhut Gaya To Kya Hoga
Dam Bhar Hain Juda To Haal Hain Ye
Dil Tut Gaya To Kya Hoga
Agar Uski Mohabbat Ka Daaman
Kahi Chhut Gaya To Kya Hoga
Dam Bhar Hain Juda To Haal Hain Ye

Aa Aa Aa Aa
Na Koi Rang Raha
Ab Hasi Nazaaro Me
Tarane Ab Na Chhide
Shokh Aabsaro Me
Har Ek Rahgujar Hain
Suni Suni Aur Udaas
Koi Raunak Na Rahi
Ab To Chaand Taro Me
In Khoi Khoi Aankho Me
Bas Wo Hi Sanwali Surat Hain
Bas Wo Hi Sanwali Surat Hain
Surat Hain Bas Wo Hi Sanwali Surat Hain
Dil Ek Virane Me Hardam
Bas Wo Hi Mohini Murat Hain
Bas Wo Hi Mohini Murat Hain
Murat Hain Bas Wo Hi Mohini Murat Hain
Aane Ki Abhi Ummid To Hain
Aane Ki Abhi Ummid To Hain
Waade Pe Abhi Etbaar To Hain
Waade Pe Abhi Etbaar To Hain
Aa Aa Aa

Share your thoughts

Akshay kumar songs, Akshay kumar, Kumar sanu songs, Kishore kumar romantic songs, Suresh wadkar songs, Mukesh hit songs, Kishore kumar hit songs, Awarapan banjarapan ek khala hai seene mein lyrics, Hum bewafa hargiz na they kishore kumar, Roopesh kumar, Krishan kumar, Ram aur shyam songs dilip kumar, Aadhi raat pehar ka tadka, Dilip kumar, Phir na milen kabhi lyrics, Kishore kumar, Gulshan kumar, Mukesh songs, Amit kumar songs, Razia song lyrics, Tulsi kumar tseries