Churaa Le Naa Tumko Ye Mausam Suhaana
Khuli Vaadiyo Me Akeli Na Jaana
Lubhaataa Hai Mujhko Ye Mausam Suhaana
Main Jaaungi Tum Mere Pichhe Na Aana
Lipat Jaayega Koibebaak Jhokaa
Javaani Ki Rau Me Naa Aanchal Udana
Mere Vaaste Tum Paresha Na Hona
Mujhe Khub Aata Hai Daman Bachana
Mujhe Khub Aata Hai Daman Bachana
Main Jaaungi Tum Mere Pichhe Na Aana
Churaa Le Naa Tumko Ye Mausam Suhaana
Khuli Vaadiyo Me Akeli Na Jaana
Ghata Bhi Kabhi Chum Leti Hai Chehara
Samajh Soch Kar Rukh Se Zulfe Hatana
Ghata Mere Nazdik Aakar To Dekhe
In Aankho Ne Sikha Hai Bijli Girana
In Aankho Ne Sikha Hai Bijli Girana
Main Jaaungi Tum Mere Pichhe Na Aana
Churaa Le Naa Tumko Ye Mausam Suhaana
Khuli Vaadiyo Me Akeli Na Jaana
Main Jaaungi Tum Mere Pichhe Na Aana
Churaa Le Naa Tumko Ye Mausam Suhaana
Khuli Vaadiyo Me Akeli Na Jaana
Churaa Le Naa Tumako Ye Mausam Suhaanaa Song Lyrics from the movie/album Dil Hi To Hai released in the year 2018 starring Raj Kapoor, Nutan. The song Churaa Le Naa Tumako Ye Mausam Suhaanaa was sung by Mukesh, Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by C L Rawal, P L Santoshi. The music was given by Roshan. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi
Share your thoughts