Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gayi Song Lyrics from the movie/album Mahek (Pankaj Udhas) released in the year 2018. The song Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gayi was sung by Pankaj Udhas. The music was given by Ali Ghani. The lyrics were Penned by Jameel Mujahid

Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gayi Lyrics

Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gai
Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gai
Mujhko Dekha Panghat Pe To
Mujhko Dekha Panghat Pe To Pani Bharna Bhul Gai
Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gai

Pahle Shayad Usko Mere Chehre Ka Andaj Na Tha
Pahle Shayad Usko Mere Chehre Ka Andaj Na Tha
Mujhse Aankhe Takrayi To
Mujhse Aankhe Takrayi To Khud Pe Marna Bhul Gai
Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gai

Sach Puchho To Meri Wajah Se Usko Aisa Rog Laga
Sach Puchho To Meri Wajah Se Usko Aisa Rog Laga
Kajal Mehandi Kangan Bindiya
Kajal Mehandi Kangan Bindiya Se Sanvarna Bhul Gai
Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gai

Kya Jane Kab Usse Milne Aa Jaun Is Khwahish Me
Kya Jane Kab Usse Milne Aa Jaun Is Khwahish Me
Chhat Par Baithi Rahti Hai Wo
Chhat Par Baithi Rahti Hai Wo Chhat Se Utarna Bhul Gai
Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gai
Chupke Chupke Sakhiyo Se Wo Baate Karna Bhul Gai

Share your thoughts

Mahek pankaj udhas, Chupke chupke pankaj udhas, Pankaj udhas chupke chupke hd, Hit ghazals pankaj udhas, Pankaj udhas album songs, Pankaj udhas video songs, Pankaj udhas, Chupke chupke baatein karna bhul gayi, Pankaj, Chupke chupke john abraham, Udhas, Chupke chupke sakhiyo se wo, Love song chupke chupke sakhiyon se, Pankaj udhas old ghazals, Pankaj udhas birthday special, Pankaj udhas (film actor), Mahek, Chupke, Chupke chupke, Mehek