Chun Chun Ke Baago Se Laayi Mai Kaliya Song Lyrics from the movie/album Jashan released in the year 2018 starring Karan Dewan, Vyjayantimala. The song Chun Chun Ke Baago Se Laayi Mai Kaliya was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by S Shamsuddin. The music was given by Roshan. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Chun Chun Ke Baago Se Laayi Mai Kaliya Lyrics

Chun Chun Ke Baago Se Layi Main Kaliya
Ho Layi Main Kaliya
Sajalo More Raja Mohabbat Ki Galiya
O O Mohabbat Ki Galiya
Chun Chun Ke Baago Se Layi Main Kaliya
Ho Layi Main Kaliya
Sajalo More Raja Mohabbat Ki Galiya
O O Mohabbat Ki Galiya

Rutha Hua Jo Dilbar Na Mane Ji
Dilbar Na Mane
Rutha Hua Jo Dilbar Na Mane Ji
Dilbar Na Mane
Phulo Ke Dedo Ji Usko Khazane
Ji Usko Khazane
Aa Genda Chameli
Genda Chameli
Ye Nargis Naveli
Ye Nargis Naveli
Hai Ye Manane Ke Najuk Bahane
Ke Najuk Bahane
Bele Ke Gajre
Bele Ke Gajre Hai Chandi Ki Daliya
Ho Chandi Ki Daliya
Sajalo More Raja Mohabbat Ki Galiya
O O Mohabbat Ki Galiya

Lelo Ji Lelo Ye Tohfe Bahar Ke
Ye Tohfe Bahar Ke
Lelo Ji Lelo Ye Tohfe Bahar Ke
Ye Tohfe Bahar Ke
Saman Kar Lo Ji Solha Singaar Ke
Ji Solha Singaar Ke
Phulo Ki Khushbu
Phulo Ki Khushbu Se Dilshad Kar Lo
Ji Dilshad Kar Lo
Aayenge Phir Na Zamane Ye Pyar Ke
Zamane Ye Pyar Ke
Dilwalo Ki
Hai Dilwalo Ki Ye Rangraliya Ha Ye Rangraliya
Sajalo More Raja Mohabbat Ki Galiya
O O Mohabbat Ki Galiya

Share your thoughts

Asha bhosle songs, Bago se kaliya chun chun sundar har banaya, Bhanwre ne khilaya phool lyrics, Asha bhosle, Tere liye palkon ki jhalar bunu lyrics, Baagon mein bahaar aayi, Chunari maiya ki, Phoolon se galiyan sajao re, Holi ke rasiya, Mehbooba mehbooba lyrics, Bachke rehna re baba with lyrics, Rasiya, Mehdi hasan, Mehdi hassan, O ri chiraiyya aamir tv show, O ri chiraiya swanand kirkire, Mera naam hai chameli, Mome ki gudiya baghon mein bahar aayi