Chor Bazari Phir Se Lyrics | Bhool Chuk Maaf | Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan

Chor Bazari Phir Se Lyrics | Bhool Chuk Maaf | Neeraj Shridhar, Sunidhi Chauhan

Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Pyar Ki Jo Teri Meri Umra Aayi Thi Wo Katt Gayi
Tu Bhi Tu Hai Main Bhi Main Hoon Duniya Sari Dekh Ulat Gayi
Tu Na Jaane Main Na Janun Kaise Sari Baat Palat Gayi
Ghatni Hi Thi Ye Bhi Ghatana Ghatate Ghatate Lo Ye Ghat Gayi
Haan Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi

Jhoomariya Jhoomariya Manwa Ban Baagi Sa
Jhoomariya Jhoomariya Tanwa Bedaagi
Man Mera Dhad Dhad Dhad Dhadkaye
Koi Na Phir Sar Sar Sar Chadh Jaaye
Kasam Se Baazi Haath Na Apne Aaye
Nain Agar Lad Jaayein

Taarif Teri Karna Haan Tuje Khone Se Darana
Haan Bhool Gaya Ab Tujh Pe Din Mein Chaar Dafa Marna
Taarif Teri Karna Haan Tuje Khone Se Darana
Haan Bhool Gaya Ab Tujh Pe Din Mein Chaar Dafa Marna

Pyar Khumari Utari Sari Baton Ki Badali Bhi Chatt Gayi
Hamse Naate Yaha Se Mujhko Toh Mein Hi Dat Gayi
Ek Hue the Do Se Donon Donon Ki Ab Raahein Bant Gayi

Haan Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Haan Chor Bazari Do Naino Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Ek Unt Mein Duniyadari Ki Mein Sari Samaj Nigal Gayi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *