Chhodkar Tere Pyar Ka Daaman
Chhodkar Tere Pyar Ka Daaman
Ye Bata De Ki Ham Kidhar Jaaye
Hamko Dar Hai Ki Teri Baaho Me
Hamko Dar Hai Ki Teri Baaho Me
Ham Khushi Se Na Aaj Mar Jaaye
Mil Gaye Aaj Qaafile Dil Ke
Ham Khade Hai Karib Manzil Ke
Muskura Kar Jo Tumne Dekh Liye
Mit Gaye Haske Sab Gile Dil Ke
Kitni Pyaari Hai Ye Hasin Ghadiya
Inse Kah Do Yahi Thahar Jaaye
Hamko Dar Hai Ki Teri Baaho Me
Ham Khushi Se Na Aaj Mar Jaaye
Tere Kadmo Pe Zindagi Rakh Du
Apni Aankho Ki Roshani Rakh Du
Tu Agar Khush Ho Main Tere Dil Me
Apne Dil Ki Har Ik Khushi Rakh Du
Mere Hamdam Meri Khushi Ye Hai
Tu Nazar Aaye Ham Jidhar Jaaye
Chhodkar Tere Pyar Ka Daaman
Ye Bata De Ki Ham Kidhar Jaaye
Hamko Dar Hai Ki Teri Baaho Me
Ham Khushi Se Na Aaj Mar Jaaye
Chodkar Tere Pyar Ka Daman Ye Bata De Ke Hum Kidhar Jaye Song Lyrics from the movie/album Woh Kaun Thi released in the year 2018 starring Manoj Kumar, Sadhana. The song Chodkar Tere Pyar Ka Daman Ye Bata De Ke Hum Kidhar Jaye was sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by Raj Khosla. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan
Share your thoughts