Chhod ke main saari duniya ko
Aayi na re sawariya
Pichha chhod ungi na
Nata todungi na
Pichha chhod ungi na main to saari umariya
Chhod ke main saari duniya ko
Aayi na re sawariya
Pichha chhod ungi na
Nata todungi na
Pichha chhod ungi na main to saari umariya
Jabse maine tujhko dekha
Mann me huwa ujiyara
Pyar ki manzil mujhko mil gayi
Tera mila sahara
Jabse maine tujhko dekha
Mann me huwa ujiyara
Pyar ki manzil mujhko mil gayi
Tera mila sahara
Preet hamari bani kahani
Main hui bawariya
Pichha chhod ungi na
Nata todungi na
Pichha chhod ungi na main to saari umariya
Raah me tori saiya more apne nain bichhau
Maang me pag ke phul lagakar janam janam sukh paau
Raah me tori saiya more apne nain bichhau
Maang me pag ke phul lagakar janam janam sukh paau
Haath me gajra
Nain me kajra more pag payaliya
Pichha chhod ungi na
Nata todungi na
Pichha chhod ungi na main to saari umariya

