Chirag Dil Key Jalao Key Lyrics  | Chirag | Chitra Singh, Jagjit Singh | Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh | Jagjit Singh

Chirag Dil Key Jalao Key Lyrics | Chirag | Chitra Singh, Jagjit Singh | Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh | Jagjit Singh

Chirag dil key jalao key eid ka din hai
Chirag dil key jalao key eid ka din hai
Chirag dil key jalao key eid ka din hai

Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Chirag dil key jalao key eid ka din hai

Ghamo ko dil se bhulao ki eid ka din hai
Ghamo ko dil se bhulao ki eid ka din hai
Ghamo ko dil se bhulao ki eid ka din hai

Khushi se bazm sajao ki eid ka din hai
Khushi se bazm sajao ki eid ka din hai
Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Chirag dil key jalao key eid ka din hai

Huzur us ki karo ab salamti ki dua
Huzur us ki karo ab salamti ki dua
Huzur us ki karo ab salamti ki dua

Sar-e-namaz jhukao ki eid ka din hai
Sar-e-namaz jhukao ki eid ka din hai
Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Chirag dil key jalao key eid ka din hai

Sabhi murad ho purihar ek sawali ki
Sabhi murad ho purihar ek sawali ki
Sabhi murad ho purihar ek sawali ki

Dua ko haath uthaao ki eid ka din hai
Dua ko haath uthaao ki eid ka din hai
Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Tarane jhum ke gaao ki eid ka din hai
Chirag dil key jalao key eid ka din hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *