Chhoti Si Duniya Mohabbat Ki Song Lyrics from the movie/album Ek Ladka Ek Ladki released in the year 2016 starring Salman Khan, Neelam Kothari. The song Chhoti Si Duniya Mohabbat Ki was sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan. This movie/album was directed by Vijay Sadanah. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Tips

Chhoti Si Duniya Mohabbat Ki Lyrics

Chhoti Si Duniya Mohabbat
Ki Hain Mere Pas
Aur To Kuch Nahin Hain
Chhoti Si Duniya Mohabbat
Ki Hain Mere Pas
Aur To Kuch Nahin Hain
Chhoti Si Duniya Mohabbat
Ki Hain Mere Pas
Aur To Kuch Nahin Hain

Lekin Yeh Dawa Hain
Mera Chahat Ka Aisa Basera
Sare Jaha Mein Nahin Hain
Khushiyo Ki Daulat Yahin Hain
Chhoti Si Duniya Mohabbat
Ki Hai Mere Pas
Aur To Kuch Nahi Hain

Hokar Ke Hum Ek Duje Ke
Dukh Sukh Ke Atahi Banenge
Mit Jayengi Uljhane Sab
Milkar Jo Hum Tum Chalenge
Rut Aayegi Jab Baharo Ki
Masti Mein Ghuma Karenge
Din Rat Hotho Pe Apne
Chahat Ke Nagme Khilenge
Bechain Jo Dil Milenge
Chhoti Si Duniya Mohabbat
Ki Hai Mere Pas
Aur To Kuch Nahi Hain

Jo Bhi Kamake Main Launga
Lakar Tujhi Ko Main Dunga
Tu Jab Uda Degi Sab Kuch
Main Tujhse Jhagda Karunga
Jab Tum Khafa Hoge Mujhse
Kuch Pal Main Roothi Rahungi
Phir Dil Hi Dil Mein Mahalti
Shramke Saurry Kahungi
Aakar Gale Se Lagungi
Chhoti Si Duniya Mohabbat
Ki Hain Mere Pas
Aur To Kuch Nahin Hain

Lekin Yeh Dawa Hain
Mera Chahat Ka Aisa Basera
Sare Jaha Mein Nahin Hain
Khushiyo Ki Daulat Yahi Hain
Chhoti Si Duniya Mohabbat
Ki Hain Mere Pas
Aur To Kuch Nahi Hain.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Milind shrivastav, Anand shrivastav, Chhoti si duniya mohabbat ki jhankar song, Anand milind hit songs, Sadhana sargam, Aadesh shrivastava, Anand milind songs, Chhoti si dunidya mohabbat ki jhankar song from movie ek ladka ek ladki(1992), Shree devi na madhuri na juhi se kam ye ladki hai yaaro, Ek ladka ek ladki movie, Ek ladka ek ladki 1992 movie, Ek ladka ek ladki movie songs, Udit narayan songs, Vinay anand; tabu; govinda; pooja batra, Udit narayan; alka yagnik