Chhoti Chhoti Ye Baatein Hain Jo
Kya Kahe Hum Rehne Bhi Do
Samjho Naa Tum Kya Kahe Hum
Samjho Naa Tum Hum Kya Kahe
Chhoti Chhoti Ye Baatein Hain Jo
Kya Kahe Hum Rehne Bhi Do
Chhu Ke Tujhe Aaya Khayaal
Dil Ne Kahaa Dil Ko Sambhaal
Haaye Kaise Bataaye
Jataaye Haal Hum
Aao Seene Pe Dheere Se
Sar Rakh Ke Sunlo Tum
Dil Ki Har Dhadkan
Ka Karobaar Tum
Subaha Ke Shaamon
Ke Ho Rozgaar Tum
Chhoti Chhoti Ye Baateinhain Jo
Kya Kahe Hum Rehne Bhi Do
Sooni Sooni Raataon Mein
Haath Thaame Haathon Mein
Jaagte Humsafar Tu Saath Ho
Tum Bhi Darmiyaan Naa Ho
Hum Bhi Darmiyaan Naa Ho
Khamoshi Soyi Si Aawaazein Ho
Seeli Si Saanson Main
Sehme Sardiyaan
Ghalti Se Phirkaren
Hum Woh Galtiyaan
Ghumte Chaand Se Chalenge Door Hum
Chhoti Chhoti Baaton Ka
Pyara Pyara Hai Jahaan Hamara
Ye Ho Naa Jaaye Gum
Chhoti Chhoti Ye Baatein Hain Jo
Kya Kahe Hum Rehne Bhi Do
Chhoti Chhoti Baate Song Lyrics from the movie/album The Story So Far (Album) released in the year 2018. The song Chhoti Chhoti Baate was sung by Papon. The music was given by Papon. The lyrics were Penned by Neeraj Rajawat
Share your thoughts