Chhoota Watan Hamara, Haafiz Khuda Tumhara Lyrics | Khuda Ka Banda | Mohammed Rafi | S N Tripathi

Chhoota Watan Hamara, Haafiz Khuda Tumhara Lyrics | Khuda Ka Banda | Mohammed Rafi | S N Tripathi

Besharo ka zamane me sahara hai khuda
Dubne walo ki kasti ka kinara hai khuda
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara

Usne bhi humko di thi duniya me badshahat
Usne bhi le liyr hai ye taz ye hakumat ye taz ye hakumat
Takdir le rahi hai ab imtiha hamara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara

Aaye the hath khali jate hai hath khali
Shaho ko de fakiri kya shan hai nirali kya shan hai nirali
Jis hal me rakhe wo humko hai sab
Gawara chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara chhuta watan hamara

Taro me tha khajana sab rah gaya yahi
Par hatim ki nekiyo ka charcha hai is zami par
Charcha hai is zami par
Kya le gaya sikandar kya le gaya hai dhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Hafiz khuda tumhara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara hafiz khuda tumhara
Chhuta watan hamara chhuta watan hamara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *