Chhod Ke Na Ja Ooh Piya – Female Song Lyrics from the movie/album Maa Tujhhe Salaam. The song Chhod Ke Na Ja Ooh Piya – Female was sung by Alka Yagnik. The music was given by Sajid-Wajid. The lyrics were Penned by Sameer

Chhod Ke Na Ja Ooh Piya – Female Lyrics

Na Chudee Khankegee Na Payal Chhankegee
Na Gajra Mehkega Na Kajra Behkega Na Ja Na Ja
Chod Ke Na Jao Piya Chod Ke Na Jao Piya
Tujhko Maine Yeh Dil De Diya – (2)
Pyar Maine Tujhko Hai Kiya – (2)
Tujhko Maine Yeh Dil De Diya – (2)
Piya Oh Piya Piya Oh Piya
Tujhko Maine Yeh Dil De Diya – (2)

Neend Bhee Too Meraa Khwab Bhee Too Hai
Bina Tere Kaise Rahu
Tauba Duhayi Yeh Dard De Judai, Bhala Aise Kaise Sahu
Mausam Hai Yadon Ka Kasmo Ka Vado Ka
Aa Karib Aa Sathiya Aa Karib Aa Sathiya
Tujhko Maine Yeh Dil De Diya – (2)

Palke Jhuka Lu Najar Me Chhupa Lu, Kahee Dur Jane Na Du
Tere Meraa Bich Aaye Hawa Toh, Usse Bhee Mai Aane Na Du
Bas Itna Kehna Hai Saanso Me Rehna Hai
Chain Meraa Tune Le Liya Chain Meraa Tune Le Liya
Tujhko Maine Yeh Dil De Diya – (2)

Share your thoughts

Maa tujhe salaam song, Chod ke na ja o piya alka yagnik love song arbaaz khan (maa tujhhe salaam), Alka yagnik, Chhod ke na jaa o piya ma tujhe salam, Chhod ke na ja o piya, Maa tujhe salaam, Alka yagnik songs, Maa tujhe salaam movie all songs, Chhor ke na ja piya, Chhod ke na ja oo piya maa tujhe salaam arbaaz khan, Maa tujhe salaam movie song, Chhod ke na ja o piya ma tujhe salaam muvie song#, Alka yagnik song, Chhod ke na ja oo piya alka yagnik song