Babula Hay Babula
Babula Chhod Chali Ghar Tera
Aaj Ki Raat Mujhe
Rahne De Babula
Aaj Ki Raat Mujhe
Rahne De Babula
Fir Kabhi Hoga Na Fera
Babula Chhod Chali Ghar Tera
Bhaiya Roye Maa Roi
Roye Jag Sara
Bhaiya Roye Maa Roi
Roye Jag Sara
Dastur Ye Hain Beti Dhan Hai Paraya
Maut Ki Doli Meri Saj Ke Aa Gayi
Bas Na Chle Koi Mera
Babul Chhod Chali Ghar Tera
Duniya Banane Waale
Bas Itana Batade
Duniya Banane Waale
Bas Itana Batade
Tujhe Kya Mila Hain
Meri Duniya Jalake
Khushiyo Ke Badle Aaho Se Tune
Likha Nasib Kyu Mera
Hay Re Chhod Chali Ghar Tera
Hay Chhod Chali Ghar Tera
Ho Chhod Chali Ghar Tera
Chhod Chali Ghar Tera Song Lyrics from the movie/album Khel Muqaddar Ka released in the year 2018 starring Dara Singh, Aruna Irani. The song Chhod Chali Ghar Tera was sung by Usha Mangeshkar. The music was given by Sardul Kwatra. The lyrics were Penned by Munsif
Share your thoughts