Chhin Liya Re Baiman Mera Dil Lyrics | Zindagi Aur Hum | Lata Mangeshkar | Roshan

Chhin Liya Re Baiman Mera Dil Lyrics | Zindagi Aur Hum | Lata Mangeshkar | Roshan

Chhin liya re baiman mera dil
Chhin liya re baiman mera dil
Tut na jaye kahi tut na jaye
Tut na jaye baiman mera dil chhin liya re baiman

Sona na manga rupa na manga nahi manga dhan dhan
Jadu ki jo ro bandhi najariya kar diye bekal pran
Ho kar diye bekal pran
Chhin liya chhin liya re baiman mera dil
Chhin liya re baiman mera dil

Champa na manga chameli na mangi
Na rang ras ki khan ho
Tere ishare pe bagiya bagiya
Kar deti kurban ho kar deti kurban
Chhin liya chhin liya re baiman mera dil
Chhin liya re baiman mera dil

Nam na janu gaw na janu
Na koi pahchan kaise tikalu kaise nikalu
Sham ka tu mehman ho sham ka tu mehman
Chhin liya chhin liya re baiman mera dil
Chhin liya re baiman mera dil
Tut na jaye kahi tut na jaye
Tut na jaye baiman mera dil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *