Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Ho Raam Lakhan Sa Prem Humara
Raam Lakhan Sa Prem Humara
Kal Ye Sara Gaon Kahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Hara Bhara Parivaar Hai Jisme
Khushiyon Ke Hai Phul Khile
Khushiyon Ke Hai Phul Khile
Raaj Paath Jaise Sukh Humko
Tumse Maange Bina Mile
Tumse Maange Bina Mile
Hara Bhara Parivaar Hai Jisme
Khushiyon Ke Hai Phul Khile
Raaj Paath Jaise Sukh Humko
Tumse Maange Bina Mile
Amrit Dhara
Amrit Dhara Prem Ki Sabke
Dil Ko Chhu Kar Sada Bahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Dharti Gagan Me
Kiran Pawan Me
Charo Or Hai Ram
Sita Ram Radhe Shyaam
Sita Ram Radhe Shyaam
Dharti Gagan Me
Kiran Pawan Me
Charo Or Hai Ram
Sita Ram Radhe Shyaam
Sita Ram Radhe Shyaam
Ramayan Me Sita Ke Sang
Nahi Urmila Reh Paai
Nahi Urmila Reh Paai
Abke Saath Na Chute Unka
Kaushalya Ke Raghuraai
Kaushalya Ke Raghuraai
Ramayan Me Sita Ke Sang
Nahi Urmila Reh Paai
Abke Saath Na Chute Unka
Kaushalya Ke Raghuraai
Jiwan Bhar Ko
Jiwan Bhar Ko Mile Rahe Man
Birha Ka Dukh Nahi Sahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Dharti Gagan Me
Kiran Pawan Me
Charo Or Hai Ram
Sita Ram Radhe Shyaam
Sita Ram Radhe Shyaam
Dharti Gagan Me
Kiran Pawan Me
Charo Or Hai Ram
Sita Ram Radhe Shyaam
Sita Ram Radhe Shyaam
Dadi Teri Chhabi Lage Hai Seeta Ma Ke Jaisi
Dada Ki Surat Lagti Hai Raaja Raam Ke Jaisi
Dadi Teri Chhabi Lage Hai Seeta Ma Ke Jaisi
Seeta Ma Ke Jaisi
Dada Ki Surat Lagti Hai Raaja Raam Ke Jaisi
Raaja Raam Ke Jaisi
Bana Ayodhya Ghar Ka Aangan
Raam Raaj Yaha Sada Rahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Is Ghar Pe Prabhu Teri Chhaon Rahe
Chhaon Rahe Prabhu Song Lyrics from the movie/album Dosti Ki Saugandh released in the year 2018 starring Shammi Kapoor, Ronit Roy. The song Chhaon Rahe Prabhu was sung by Suresh Wadkar, Mahendra Kapoor, Anupama Deshpande. This movie/album was directed by Mohanji Prasad. The music was given by Surinder Kohli. The lyrics were Penned by Ravinder Rawal
Share your thoughts