Chham Chham Song Lyrics from the movie/album Maa Tujhhe Salaam. The song Chham Chham was sung by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

Chham Chham Lyrics

Chham Chham Chham Chham
Chham Chham Bole Payal Piya
Tune Ye Kya Kiya Mujhe Chhoo Liya
Main Chui Mui Simat Gayi Teri Baahon Mein
Yeh Kya Kiya
Mere Piya Yeh Kya Kiya
Oh Sanam Oh Sanam Oh Sanam
Meri Dilruba
Meri Baahon Mein Aa Bhi Ja Maine Chu Liya
Tu Chui Mui Simat Gayi Meri Baahon Mein
To Kya Hua Jo Chhoo Liya To Kya Hua

Mann Mein Koyi Pyaas Hai Tan Mein Koyi Aag Hai
Bhige Bhige Labon Ke Jaam Le
Kaisa Mera Haal Hai Kucch Bhi Na Khayal Hai
Behke Behke Kadam Hai Thaam Le
Mera Bas Main Nahin Mera Jiya
Oh Sanam Oh Sanam Oh Sanam
Meri Dilruba
Meri Baahon Mein Aa Bhi Ja

Aankhon Mein Khumaar Hai Dil Bhi Bekaraar Hai
Bekhudi Mujh Pe Chaayi Pyaar Ki
Oh Oh Jaadoo Tera Chal Gaya
Aanchal Mera Dhal Gaya Yeh Shararat Hai Mere Yaar Ki
Oh Main Teri Is Ada Pe Margaya
Chham Chham Chham Chham
Chham Chham Bole Payal Piya
Tune Ye Kya Kiya Mujhe Chhoo Liya
Main Chui Mui Simat Gayi Teri Baahon Mein
To Kya Hua Jo Chhoo Liya To Kya Hua
To Kya Hua Jo Chhoo Liya To Kya Hua

Share your thoughts

Kavita krishnamurthy, Kavita krishnamurthy songs, Udit narayan, Chham chham bole payal piya, Udit narayan songs, Udit narayan kavita krishnamurthy songs, Maa tujhe salaam movie songs, Maa tujhe salaam song, Maa tujhe salaam songs, Maa tujhe salaam 2002 songs, Udit narayan hit songs, Maa tujhhe salaam, Maa tujhhe salaam movie song, Itna main chahoon tujhe koi kisi ko na chahe lyrics, Maa tujhe salaam, Kavita krishanmurthy, Tu mujhe kabool lyrics, Chham chham