Saari Saari Raat Daraye Woh Jaise Hai Dayan
Saansein Na Lene De Aise Rasayan
Hoon Bahar Se Ghayal Aur Andar Se Kayal
Lagti Mohabbat Par Hai Sab Yeh Science
Hai Saara Bas Chemicals
Main Tha Bas Kabse Bekhabar
Tu Server Mein Ghar Bhar Mein
Har Pal Bas Badd Badd Mein
Dar Dar Kaapun Thar Thar Dil
Dhad Dhad Jiyun Mar Mar Ke
Karwat Loon Har Kshan Mein
Parvat Tha Ab Kan Mein
Sar Garm Hai Man Sard Hai
Andar Bhar Bhar Dard Hai
Thunder Jaise Manzar
Jaise Khanjar Kare Puncher
Hoon Main Banjar Karun Sangharsh
Unhe Humdard Yun Na Tang Kar
Dheele Anjar Saare Panjar
Teri Sangat Meri Sampat
Par Sampat Mein Nahi Hum But
Just One Word Can Comfort
Sunane De Ya Mujhe Jaane De Tu Mujhe
Jeene Ke Jhoothe Bahane De
Un Saari Yaadon Ki Arthi Ko Kandhe De
Tu Mujhe Tha Mere Bhale Tu Tane De
Wo Sab Anjaani Si Yaadein Lautane De
Kho Gaya Tha Main Kab Se Khud Ko Paane De
Gaane De Gaane De Bas Mujhko Gaane De
Gaane De Gaane De Gaane De Gaane De
Bimariyon Ke Daag Yeh Jate Nahi
Sau Dard Hai
Phir Bhi Kyun Sau Rahatein Nahi
Hai Saara Bas Chemicals
Main Tha Bas Kabse Bekhabar
Saari Saari Raat Daraye Woh Jaise Hai Dayan
Saansein Na Lene De Aise Rasayan
Hoon Bahar Se Ghayal Aur Andar Se Kayal
Lagti Mohabbat Par Hai Sab Yeh Science.
Chemicals Song Lyrics from the movie/album Sony Music India released in the year 2021 starring Kaprila. The song Chemicals was sung by Dino James, Kaprila. The music was given by Nilesh Patel. The lyrics were Penned by Dino James. The music rights for song purely belongs to Sony Music India
Share your thoughts