Chehre Pe Khushi Chha Jati Hai Song Lyrics from the movie/album Waqt released in the year 2016 starring Raaj Kumar, sadhana. The song Chehre Pe Khushi Chha Jati Hai was sung by Asha Bhosle. The music was given by Ravi Shankar Sharma. The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Chehre Pe Khushi Chha Jati Hai Lyrics

(Chehre Pe Khushi Chha Jati Hai
Aankho Me Surur Aa Jata Hai) – (2)
Jab Tum Mujhe Apna Kahte Ho
Apne Pe Gurur Aa Jata Hai
Chehre Pe Khushi Chha Jati Hai

(Tum Husn Ki Khud Ek Duniya Ho
Shayad Ye Tumhe Malum Nahi) – (2)
Shayad Ye Tumhe Malum Nahi
Mahfil Me Tumhare Aane Se
Har Chiz Pe Nur Aa Jata Hai
Jab Tum Mujhe Apna Kahte Ho
Apne Pe Gurur Aa Jata Hai
Chehre Pe Khushi Chha Jati Hai

(Jab Tumse Muhabbat Ki Hamane
Tab Ja Ke Kahi Ye Raaz Khula) – (2)
Tab Ja Ke Kahi Ye Raaz Khula
Marne Ka Salika Aate Hi
Jine Ka Shaur Aa Jata Hai
Jab Tum Mujhe Apna Kahte Ho
Apne Pe Gurur Aa Jata Hai
Chehre Pe Khushi Chha Jati Hai

Share your thoughts

Chehare pe kushi chhaa jaati hai lyrics, Shashi kapoor, Chehare pe kushi chhaa jaati hai, Chehare pe kushi chhaa jaati hai song, Sharmila tagore, Asha bhosle, Sadhana, Hum jab simat ke aapki lyrics, Shankar - jaikishan, Jhumka gira re lyrics, Jhoomka gira re lyrics, Shankar jaikishan songs, Jhoomka gira re with lyrics, Rishi kapoor family, Shammi kapoor movies, Sunil dutt, Kapoor family ka kala sach, Dark truth of kapoor family, Asha bhosle hit songs