Chaudhvin Raat Hai Ab Chand Dikha De Apna Lyrics | Yaadon Ke Mausam | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Anand Milind

Chaudhvin Raat Hai Ab Chand Dikha De Apna Lyrics | Yaadon Ke Mausam | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Anand Milind

Chodhvi rat hai
Chodhvi rat hai ab chand dikha de apna
Ham kayi din se teri chhat ko taka karte hai
Ji dhadkata hai
Ji dhadkata hai bohat chand dikhaye kaise
Sharam ke mare dupatte me chupa karte hai
Chodhvi rat hai

Maine izhar mohabbat ka kiya hai lekin
Maine izhar mohabbat ka kiya hai lekin
Tu bhi wo kahde jo mahbub kaha karte hai
Ji dhadkata hai
Ji dhadkata hai bohat chand dikhaye kaise
Sharam ke mare dupatte me chupa karte hai
Chodhvi rat hai

Ishk ki ye bat to chupke se kahi jati hai
Ishk ki ye bat to chupke se kahi jati hai
Itne chupke se ki ham tum hi suna karte hai
Chodvi rat hai
Chodvi rat hai ab chand dikha de apna
Ham kayi din se teri chat ko taka karte hai
Ji dhadkata hai

Tu gajal hai ya kavita ya fasana dil ka
Tu gajal hai ya kavita ya fasana dil ka
Rat or din teri ankho ko pada karte hai
Ji dhadkata hai
Ji dhadkata hai bohat chand dikhaye kaise
Sharam ke mare dupatte me chupa karte hai
Chodhvi rat hai

Yu na padiye meri ankhe ki jhuk jati hai
Yu na padiye meri ankhe ki jhuk jati hai
Inhi ankho me kahi ap basa karte hai
Chodhvi rat hai
Chodhvi rat hai ab chand dikha de apna
Ham kayi din se teri chat ko taka karte hai
Ji dhadkata hai bohat chand dikhaye kaise
Sharam ke mare dupatte me chupa karte hai
Chodhvi rat hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *