Charo Taraf Nur Un Ala Nur Song Lyrics from the movie/album Meenaxi. The song Charo Taraf Nur Un Ala Nur was sung by Murtaza Khan, Qadir Khan. The music was given by A R Rahman. The lyrics were Penned by Maqbool Fida Husain

Charo Taraf Nur Un Ala Nur Lyrics

Charo Taraf Charo Taraf Charo Taraf
Nur-un-ala Nur-un-ala Nur-un-ala Nur – 2
Ye Bark-e Tajalli Adhero Ko Chirati – 2
Yaha Bhi Tu Waha Bhi Tu
Ye Roshani Kya Roshani

Tere Siwa Koi Hai Ke Puchhu – 2
Adhero Se Puchha To Chup Ho Gaye Chup Ho Gaye
Ujalo Se Puchha To Sharma Gaye Sharma Gaye
Parido Se Puchha
Parido Se Puchha Kaha Parwaj Hai
Khamoshi Se Puchha Kaha Aawaj Hai
Phulo Se Patto Se
Phulo Se Patto Se Rago Se Aai Sada
Charo Taraf Charo Taraf
Nur-un-ala Nur-un-ala Nur-un-ala Nur – 2
Ye Bark-e-tajalli Adhero Ko Chirati
Yaha Bhi Tu Waha Bhi Tu
Ye Roshani Kya Roshani

Uthai Chilaman To Dekha Jalawa Tera – 2
Badhaya Kadam To Manjil Teri Manjil Teri
Uthai Najar To Surat Teri Surat Teri
Bhawre Ki Gun Gun Me – 2
Kangan Ki Khan Khan Me
Aashiq Ke Tan Mann Me
Birahn Ke Naina Me
Taaro Me Sargam Me – 2
Bas Tu Hai Tuhi Tu
Nur-un-ala Nur-un-ala Nur-un-ala Nur – 2

Dil Ki Diwanagi Mann Ki Aawargi Tu – 2
Dur Leke Chal Tu
Kuch Puchh Na Tu Kuch Puchh Na Tu
Jindgi Ek Raaj Thi Ek Raaj Hai Ek Raaj Hai
Jan Kar Hoga Kya
Jan Kar Hoga Kya Kis Ne Hai Jana
Koi Kahe Mohabbat Koi Ibadat
Diwanagi Kahe Chahe Junun – 2
Chahat Hi Teri Ada

Nur-un-ala Nur-un-ala Nur-un-ala Nur – 2
Ye Bark-e-tajalli Adhero Ko Chirati – 2
Yaha Bhi Tu Waha Bhi Tu
Ye Roshani Kya Roshani
Nur-un-ala Nur-un-ala Nur Nur

Share your thoughts

Fatiha ka tarika | fatiha ka tarika in hindi, Hafiz tahir qadri new naat, Hafiz tahir qadri, Humain dono jahan mein hai sahara ghous e azam ka, Hafiz ahsan qadri, Surah rahman, Chand afzal qadri, Qadir khan, A.r. rahman, Surah rahman by ahmed raza qadri, Murtuza khan, Hum ko bulana ya rasool allah lyrics, Tilawat quran best voice surah rahman, Surah ar rahman, Al haaj hafiz muhammad tahir qadri, Rang hai meenaxi, Meenaxi songs yeh rishta kya kehlata hai