Charan Tumhare Phul Hamare Lyrics | Narsimha Avtar | Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Charan Tumhare Phul Hamare Lyrics | Narsimha Avtar | Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Charan tumhare phul hamare
Charan tumhare phul hamare
Hum balak tum palan hare
Phul hamare

Sukhi na jan jo parbhu ko bhule
Parbhu ko bule
Suraj bin jyu kamal na phule
Pran bina tan kate ka
Rahte pran tumhare sahare
Phul hamare
Charan tumhare phul hamare
Hum balak tum palan hare
Phul hamare

Shul phul bante jiwan me
Narayan baste jab man me
Jyoti pujari hote hai
Jab aate dukh ke bin andhiyare
Phul hamare

Ghat ghat wadi me prem parkashi
Prem parkashi
Ajar amar parbhu ji tum avinashi
Nam tumhara rahe adhar par
Pal chin nish din shyam sakha re
Phul hamare charan tumhare

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *