Chandni Chitki Hui Hai Muskurati Raat Hai Lyrics | Hamara Ghar | Geeta Dutt, Mohammed Rafi | Chitragupt

Chandni Chitki Hui Hai Muskurati Raat Hai Lyrics | Hamara Ghar | Geeta Dutt, Mohammed Rafi | Chitragupt

Chandni chitki hui hai muskurati raat hai
Chandni chitki hui hai muskurati raat hai
Ek chanda aasman par ek hamare sath hai
Ek chanda aasman par ek hamare sath hai

Tumko kya dekhe sitaro tum purane ho chuke
Tumko kya dekhe sitaro tum purane ho chuke
Hum to unko dekhte hai jo hamare ho chuke
Jo hamare ho chuke dil se dil ki bat hai
Ek chanda aasman par ek hamare sath hai

Jhumte hai aaj arman hans rahi hai zindagi
Jhumte hai aaj arman hans rahi hai zindagi
Dil to pahle hi mile the mil gayi takdir bhi
Mil gayi takdir bhi aji hath me ab hath hai
Ek chanda aasman par ek hamare sath hai

Ek naya jiwan hai paya ik nayi dunia basi
Mil gayi hai do dilo ko sari dunia ki khushi
Sari dunia ki khushi kya nirali baat hai
Ek chanda aasman par ek hamare sath hai
Chandni chitki hui hai muskurati raat hai
Ek chanda aasman par ek hamare sath hai
Ek chanda aasman par

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *