Chandi Luta Le Chahe Sona Baha Le
Kismat Ka Likha Hua Tale Na Taale
Chandi Luta Le Chahe Sona Baha Le
Kismat Ka Likha Hua Tale Na Taale
Wo Hai Khiladi Tu Hai Khilona
Jiwan Hai Tera Honi Ka Hona
Hasna Aur Rona
Wo Hai Khiladi Tu Hai Khilona
Jiwan Hai Tera Honi Ka Hona
Hasna Aur Rona
Tilak Lagale Chahe Ganga Nahale
Kismat Ka Likha Hua Tale Na Taale
Chandi Luta Le Chahe Sona Baha Le
Kismat Ka Likha Hua Tale Na Taale
Faslo Ki Bali Phulo Ki Pyali
Karta Wahi Hai Bhar Bhar Ke Khali
Chandi Ki Thali
Faslo Ki Bali Phulo Ki Pyali
Karta Wahi Hai Bhar Bhar Ke Khali
Chandi Ki Thali
Kagaz Likha Le Chahe Pothi Chhapa Le
Kismat Ka Likha Hua Tale Na Taale
Chandi Luta Le Chahe Sona Baha Le
Kismat Ka Likha Hua Tale Na Taale
Matlab Ke Phere Me Mai Mai Na Karna
Na Jane Kab Ho Tujhko Gujarna
Jite Jee Marna
Matlab Ke Phere Me Mai Mai Na Karna
Na Jane Kab Ho Tujhko Gujarna
Jite Jee Marna
Jantar Jagale Chahe Mantar Padhale
Kismat Ka Likha Hua Tale Na Taale
Chandi Luta Le Chahe Sona Baha Le
Kismat Ka Likha Hua Tale Na Taale
Chandi Luta Le Chahe Sona Luta Le Song Lyrics from the movie/album Raj Kanya released in the year 2018 starring Manhar Desai, Nalini Jaywant. The song Chandi Luta Le Chahe Sona Luta Le was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Vinod Desai. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali
Share your thoughts