He ae ae ae ae
He chanda na dekha maine suraj na dekha
Dohari ho ho ke main to khodati gayi
Khodati hi gayi
Jhapka nahi
Chhapka nahi
He paatal paani to bhi nikla nahi
He chanda na dekha maine suraj na dekha
Dohari ho ho ke main to khodati gayi
Khodati hi gayi
Jhapka nahi
Chhapka nahi
He paatal paani to bhi nikla nahi
Jholi se doli aur doli se marghat tak
Paashaan fodane me
Zindagi gayi
Zindagi gayi
Jholi se doli aur doli se marghat tak
Are paashaan fodane me
Zindagi gayi
Zindagi gayi
Chaha tha baaho se main gher lu simaaye
Maati ki mahak mili
Wo bhi kho gayi
Wo bhi kho gayi
Chhalka nahi
Jhalka nahi
He paatal paani to bhi nikla nahi
He chanda na dekha maine suraj na dekha
Dohari ho ho ke main to khodati gayi
Khodati hi gayi
Jhapka nahi
Chhapka nahi
He paatal paani to bhi nikla nahi
Sone aur chandi ki
Jagmag se bach kar main
Sapno me sajna ko khojati gayi
Khojati gayi
Sone aur chandi ki
Jagamg se bach kar main
Are sapno me sajna ko khojati gayi
Khojati gayi
Kaudi ki gagar ki khakar sa band kahun
Dekha tujhe to main baanvari bhyi
Baanvari bhyi
Mahka nahi
Chahka nahi
He paatal paani to bhi nikla nahi
He chanda na dekha maine suraj na dekha
Dohari ho ho ke main to khodati gayi
Khodati hi gayi
Jhapka nahi
Chhapka nahi
Chhalka nahi
Jhalka nahi
Mahka nahi
Chahka nahi
Paatal paani to bhi nikla nahi
Paatal paani to bhi nikla nahi
Paatal paani to bhi nikla nahi
Paatal paani to bhi nikla nahi
Paatal paani to bhi nikla nahi

