Chanda Ki Bindiya Lyrics  | Mai | Asha Bhosle, Padmini Kolhapure | Asha Bhosle | Nitin Shankar

Chanda Ki Bindiya Lyrics | Mai | Asha Bhosle, Padmini Kolhapure | Asha Bhosle | Nitin Shankar

Oh chanda ki bindiya
Mathe saza ke
Sone chali hai raat
Hawa ke rath pai
Khawbo ke chhat pai
Sone chali hai raat

Chanda ki bindiya
Mathe saza ke
Sone chali hai raat
Hawa ke rath pai
Khawbo ke chhat pai
Sone chali hai raat

Tujhko kaahe neend na aaya
Tujhko kaahe neend na aaya
Jaanu na kya hai baat
Chanda ki bindiya
Mathe saza ke
Sone chali hai raat

Pepal ke peeche aankhein miche
Chand bhi thak ke so gaya
Pepal ke peeche aankhein miche
Chand bhi thak ke so gaya
Palko pai aake tujhko bula ke
Sapno ka panchi so gaya

Tujhko kaahe neend na aaya
Tujhko kaahe neend na aaya
Jaanu na kya hai baat
Chanda ki bindiya
Mathe saza ke
Sone chali hai raat

Jhilmil taare bujh gaye saare
Pura andhera ho gaya
Jhilmil taare bujh gaye saare
Pura andhera ho gaya
Naina tarse neend na barse
Sara jahan chup ho gaya

Tujhko kaahe neend na aaye
Tujhko kaahe neend na aaye
Jaanu na kya hai baat
Chanda ki bindiya
Mathe saza ke
Sone chali hai raat.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *