Chand Wahi Hai Lyrics  | U R My Jaan | Mikaal Zulfiqar, Preeti Soni | Javed Ali, Shreya Ghoshal | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod

Chand Wahi Hai Lyrics | U R My Jaan | Mikaal Zulfiqar, Preeti Soni | Javed Ali, Shreya Ghoshal | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod

Chaand wahi hai raat alag hai
Wahi saawan barsaat alag hai
Phool wahi hai khushbu juda hai
Maajra kya ye mere khuda hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Chaand wahi hai raat alag hai
Wahi saawan barsaat alag hai

Na beqaraari na to nasha tha
Pehle nahi kuch aisa huwa tha
Aawaargi hai deewaana pan hai
Bechain itna kyu aaj mann hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Chaand wahi hai raat alag hai
Wahi saawan barsaat alag hai

Raahe gham hai mai chal rahi hu
Sardiyo me bhi mai jal rahi hu
Hone laga hai badlaaow mujh me
Koi kashish hai jaan e jaan tujh me
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Kya ye jaadu pyar ka hai
Chaand wahi hai raat alag hai
Wahi saawan barsaat alag hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *