Chand Se Toot Kar Chand Ka Tukda Lyrics | Ghar Aaya Mera Pardesi | Vipin Sachdeva | Vijay Singh

Chand Se Toot Kar Chand Ka Tukda Lyrics | Ghar Aaya Mera Pardesi | Vipin Sachdeva | Vijay Singh

Chand se tut kar chand ka tukda
Utra hai jami par
Roshan hue lakho diye
Kismat ka taar utra hai yahi par
Muskurahat se teri ye bahare khil uthi
Jaise aasman se ye jamin mil gayi
Ye jamin mil gayi
Chand se tut kar chand ka tukda
Utra hai jami par

Mithi si pyari si halki si dhundhli si
Dil me ye taswir thi
Dekha jo sapno me aaya wo apno me
Ye meri takdir thi ye meri takdir thi
Chand se tut kar chand ka tukda
Utra hai jami par

Chandan ka chota sa palna tera
Hasna girna sambhlna tera
Chandan ka chota sa palna tera
Hasna girna sambhlna tera
Bachpan tera ho khusiyo bhara
Chand se tut kar chand ka tukda
Utra hai jami par
Roshan hue lakho diye
Kismat ka tara utara hai yahi par

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *