Chand Se Mukh Song Lyrics from the movie/album Bhairav Dweep released in the year 2015 starring Balakrishna, Roja. The song Chand Se Mukh was sung by S. P. Balasubrahmanyam. This movie/album was directed by Singeetham Srinivasa Rao. The music was given by Madhavapeddi Ramesh. The lyrics were Penned by P.K. Mishra. The music rights for song purely belongs to Saregama

Chand Se Mukh Lyrics

Chand Se Mukh Par
Kaale Kaale Baadal
Sajani Yeh Kya Huaa
O Sajani Tujhko Ye Kya Huaa
Akhiyaan Hai Pyasi Piya Ke Milan Ki
Mann Bechain Huaa
O Sajani Humse Na Sharmaa
Aaj Tujhe Aa Haan Haan
Chandramukhi O Ho Ho
Aaj Tujhe Chandramukhi
Lagta Hai Pyar Hua
Chand Se Mukh Par
Kaale Kaale Baadal
Sajani Yeh Kya Huaa
O Sajani Tujhko Ye Kya Huaa
O Sajani Lagta Hai Pyar Hua

Oo Sun Meri Premika
Darshan De Zara
Pyasa Hoon Main Tera
Hai Bahot Pyar Mujhko
Jeevan Ki Har Khushi Tumhi To Ho

Tere Dil Ke Dwar Khol Khol
Saajan Se Dil Ki Saari Baat Bol
Tere Dil Ke Dwar Khol Khol
Saajan Se Dil Ki Saari Baat Bol
Mere Pyar Ko Dekho
Meri Preet Ko Samjho
Mere Pyar Ko Dekho
Meri Preet Ko Samjho
Main Tere Mann Ka Meet Has Ke Bol
Tere Dil Ke Dwar Khol Khol
Saajan Se Dil Ki Baat Bol

Ho Gaya Mujhko Sapno Mein
Deedar Meri Premika Tera Pyar Ka
Sab Kuch Bhoola Main Sajni
Milne Ki Chah Mein Teri
Meri Dilrubaa
Teri Preet Mein Tarsoo Jaane Jaa
Sine Se Laga Ab Hai Der Kya
Jab Se Tujhe Dekha
Chandra Lekha Mere Dil Gaya
Tere Dil Ke Dwar Khol Khol
Saajan Se Dil Ki Saari Baat Bol

Teri Khushboo Kaliyon Si
Aa Pyar Karke Dekh Loon
Sharmana Chhod Doon
Gaalon Ko Main Zara Chhunke
Chumban Ke Daag Chhod Doon
Gabhrana Chhod Do
Khilti Chaandani Jaisi Premika
Mere Saamne Mukhda Chaand Saa
Madmastaani Meri Raani Mann Mein Bhala
Tere Dil Ke Dwar Khol Khol
Saajan Se Dil Ki Saari Baat Bol
Mere Pyar Ko Dekho Meri Preet Ko Samjho
Mere Pyar Ko Dekho Meri Preet Ko Samjho
Main Tere Mann Ka Meet Haske Bol
Tere Dil Ke Dwar Khol Khol
Saajan Se Dil Ki Saari Baat Bol.

Share your thoughts

Bhairav dweep (1994), Rashmi desai live performance, Rashami desai dance hot, Rashami desai, Chura ke dil mera, Ibfa malaysia bhojpuri awards 2018, Romantic medley, Khatron ke khiladi, Superhit hindi songs, Romantic medley songs, Live performance, Akshay kumar songs, Kaali kaali aankhen, Dil se dil tak, Sizzling performance, Bhojpuri award show 2018, Uttaran, Sridevi song, Superhit songs, Judaai, Pyar pyar karte karte, Award night, Kajol songs, Srk songs