Chand Jaisa Badan Song Lyrics from the movie/album Rustom-E-Baghdad released in the year 2016 starring Dara Singh, Chandrashekhar. The song Chand Jaisa Badan was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by B.J. Patel. The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Asad Bhopali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Chand Jaisa Badan Lyrics

Chand Jaisa Badan
Phul Sa Pahran
Jane Kitne Dino Pe
Sitam Dhayega
Aaj Kal Tum Qayamat
Se Kuch Kam Nahi
Jo Bhi Dekhega Deewana
Ho Jayega
Aaj Kal Tum Qayamat
Se Kuch Kam Nahi

Rukh Pe Zulfen
Yu Na Uljhan Mein
Dalo Khuda Ke Liye
Dil Ki Deewangi Aur
Badh Jayegi
Dil Ki Deewangi Aur
Badh Jayegi
Ishq Kuch Aur
Gustakh Ho Jayega
Aaj Kal Tum Qayamat
Se Kuch Kam Nahi
Jo Bhi Dekhega Deewana
Ho Jayega
Chand Jaisa Badan
Phul Sa Pahran

Berukhi Ka Asar Kuch
Na Hoga Yaha
Man Jao Na Lo Is
Kadar Imtiha
Apni Rushwaio Ka
Hume Dar Nahi
Apni Rushwaio Ka
Hume Dar Nahi
Soch Lo Tum Pe
Ilzam Aa Jayega
Aaj Kal Tum Qayamat
Se Kuch Kam Nahi
Jo Bhi Dekhega Deewana
Ho Jayega
Chand Jaisa Badan
Phul Sa Pahran

Rang Kyu Ud Gaya Dil
Pe Kyu Hath Hai
Dil Lagaya To Darne
Ki Kya Baat Hai
Muskura Kar Zara
Ek Nazar Dekh Le
Muskura Kar Zara
Ek Nazar Dekh Le
Chalte Chalte Zamana
Thahar Jayega
Aaj Kal Tum Qayamat
Se Kuh Kam Nahi
Jo Bhi Dekhega Deewana
Ho Jayega
Chand Jaisa Badan
Phul Sa Pahran
Jane Kitne Dino Pe
Sitam Dhayega
Chand Jaisa Badan
Phul Sa Pahran.

Share your thoughts

Mohammed rafi songs, Chand chhupa hai badal me, Pawar star pawan singh ka bhojpuri video, Khesari lal yadav song 2018, Mohammed rafi hit songs, Latest bhojpuri video pawan singh, Chand chhupa armaan malik, Mohammad rafi covers, Bhojpuri gana pawan singh, Pawan singh ka bhojpuri gana, Pawan singh new bhojpuri song, Latest new song of pawan singh, Yeh chaand sa roshan chehra, Sanam puri songs lyrics, Ponch kar ashq apni aankhon se with lyrics