Chand Gagan Me Ek Hai Lyrics  | Aandhi Aur Toofan | Dara Singh, Mumtaz | Mubarak Begum | Robin Chatterjee, Robin Banerjee

Chand Gagan Me Ek Hai Lyrics | Aandhi Aur Toofan | Dara Singh, Mumtaz | Mubarak Begum | Robin Chatterjee, Robin Banerjee

Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa
Tum ho mere dil ke tukde
Tuhi hai mera sahara
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa

Aankhiyo me inki aa ja ri nindiya
De dungi tujhko sone ki bindiya
Aankhiyo me inki aa ja ri nindiya
De dungi tujhko sone ki bindiya
Ram lakhan se koi na pyara
Chand gagan me ek hai
Chamke jo chanda ke darmiyaa

Pyar tumhi ho mamta tumhi ho
Mere to dil ki duniya tumhi ho
Pyar tumhi ho mamta tumhi ho
Mere to dil ki duniya tumhi ho
Chamke tumhara hardham sitara.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *