Chand Aaya Hai Song Lyrics from the movie/album Dil Hi Dil Mein released in the year 2016 starring Sonali Bendre, Nasser. The song Chand Aaya Hai was sung by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan. This movie/album was directed by Kathir. The music was given by A.R. Rahman. The lyrics were Penned by Mehboob Alam Kotwal. The music rights for song purely belongs to Sony Music

Chand Aaya Hai Lyrics

Chand Aaya Hai Zameen Pe
Aaj Garbe Ki Raat Mein
Chupa Hai Woh Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Raat Mein

Are Dhoondo Dhoondo Re
Sharmaa Raha Hai Woh
Kuch To Baat Hai Jo Aaya Woh
Are Dhoondo Dhoondo Re
Sharmaa Raha Hai Woh
Kuch To Baat Hai Jo Aaya Woh

Mauka Hai Yeh
Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Are Mauka Hai Yeh
Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do

Chand Aaya Hai Zameen Pe
Aaj Garbe Ki Raat Mein
Chupa Hai Woh Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Raat Mein

Chup Tumhare Un
Labon Pe Bhi Hai
Chup Humare In
Labon Pe Bhi Hai
Bolti Hain Ye Nigahein
Mere Yaar Mere Yaar

Chup Tumhare Un
Labon Pe Bhi Hai
Chup Humare In
Labon Pe Bhi Hai
Bolti Hain Ye Nigahein
Mere Yaar Mere Yaar

Ooooh Ooo Ooo Ooo Ooo
Hanseen Ho Sanam Tum
Chaand Se Bhi Zyada
Hanseen Ho Sanam Tum
Chaand Se Bhi Zyada
Gaihri Hain Zulfein
Jaise Raat Koi

Ooo Tarifein Karo Na
Itni Bhi Zyada
Rukein Na Sharam Se
Ye Saansein Meri

Jo Dil Mein Hai Bolon Main
Bas Tumko Hi Dekhoon Main
Jeewan Yoon Hi Bitaa Doon
Ooo Hooo Ooo Mere Yaar
Mere Yaar Mere Yaar
Mere Yaar

Chand Aaya Hai Zameen Pe
Aaj Garbe Ki Raat Mein
Chupa Hai Woh Yahin Kahin Pe
Aaj Garbe Ki Raat Mein
Are Dhoondo Dhoondo Re
Sharmaa Raha Hai Woh
Kuch To Baat Hai Jo Aaya Woh

Are Dhoondo Dhoondo Re
Sharmaa Raha Hai Woh
Kuch To Baat Hai Jo Aaya Woh
Mauka Hai Yeh
Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do
Are Mauka Hai Yeh
Kehna Sun Ne Ka
Mauka Nikal Ne Na Do

Pyaar Sa Nahin
Jahan Mein Koi
Yaar Sa Nahin
Jahan Mein Koi
Dono Ke Bina Yahan
Pe Jeena Kya Mere Yaar

Ooo Pyaar Sa Nahin
Jahan Mein Koi
Yaar Sa Nahin
Jahan Mein Koi
Dono Ke Bina Yahan
Pe Jeena Kya Mere Yaar
Ooooo Ooo Ooo
Ooo Ooooo Ooo

Pehli Nazar Ne Loota Tha Dil Ko
Jaadugar Salaam Mera Tum Ko
Itni Mohabbat Doge Jo Humko
Kam Hi Padegi Zindagi Humko

Janamon Ka Naata Hai Ye
Pyaar Waffa Ka Rishta Hai Ye
Toote Na Ye Bandhan Dekhooo
Mere Yaar Mere Yaar
Mere Yaar Mere Yaar

Kya Kya Iradey
Hone Lagey Hain
Is Garbe Ki Raat Mein
Is Garbe Ki Raat Mein
Kasmein Vaade
Hone Lagey Hain
Is Garbe Ki Raat Mein
Is Garbe Ki Raat Mein

Wah Re Wah Kya
Aaye Hai Ye Raat Re
Chidi Hai Milan Ki Koi Baat Re
Hum Bhi To Hain Tum
Dilwalon Ke Hi Saath Mein
Hum Bhi To Hain Tum
Dilwalon Ke Hi Saath Mein
Ooooo Oooo Ooooo
Ooooo Oooooo

Hum Bhi To Hain Tum
Dilwalon Ke Hi Saath Mein
Hum Bhi To Hain Tum
Dilwalon Ke Hi Saath Mein

Ooooo Oooo Ooooo
Ooooo Oooooo
Ooooo Oooo Ooooo
Ooooo Oooooo
Ooooo Oooo Ooooo
Ooooo Oooooo

Hum Bhi To Hain Tum
Dilwalon Ke Hi Saath Mein
Hum Bhi To Hain Tum
Dilwalon Ke Hi Saath Mein

Ooooo Oooo Ooooo
Ooooo Oooooo
Ooooo Oooo Ooooo
Ooooo Oooooo
Ooooo Oooo Ooooo
Ooooo Oooooo.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kavita krishnamurthy, Sonali bendre, Kavita krishnamurthy songs, Udit narayan, Udit narayan songs, Udit narayan hindi song, Udit narayan all song, Krishnamurthy, Udit narayan hit songs, Lyrics, Is dil mein kya hai lyrics, Sonali bendre songs, Aasman se chand laoon, Aditya narayan all song, Vertical lyric video, Ar rahman hindi songs, Aditya narayan songs, Tanha tanha yahan pe jeena ye koi baat hai, Salman khan songs, Wada raha udit narayan, Anand raj anand songs