Chaman Ki Jaan Ho, Rangin Ye Bahaar Ho Tum Lyrics | Iradaa | Suresh Rajvanshi | Vithal Mumtaz

Chaman Ki Jaan Ho, Rangin Ye Bahaar Ho Tum Lyrics | Iradaa | Suresh Rajvanshi | Vithal Mumtaz

Chaman ki jaan ho
Chaman ki jaan ho
Chaman ki jaan ho
Rangin ye bahar ho tum
Chaman ki jaan ho
Rangin ye bahar ho tum
Jawab jiska nahi hai vo sahatar ho tum
Chaman ki jaan ho
Rangin ye bahar ho tum

Tumhare julf ki khushbu se raat jhum uthe
Sitare raaks kare kaynaath jhum uthe
Kali kali ka
Kali kali ka
Mehkta hua nikhar ho tum
Chaman ki jaan ho

Jaha me ishq mohabbat tumhare dam se hai
Kasam raat ki jannat tumhare dam se hai
Mere hasin
Mere hasin khayalo ka intzar ho tum
Jawab jiska nahi vo sahatar ho tum
Chaman ki jaan ho
Rangin ye bahar ho tum

Tum apne husan ki ranaaiya mujhe de do
Jo ho sake to ye angdayia mujhe de do
Ki meri jaan
Ki meri jaan
Mera dil mera karar ho tum
Jawab jiska nahi vo sahatar ho tum
Chaman ki jaan ho
Rangin ye bahar ho tum
Chaman ki jaan ho
Rangin ye bahar ho tum

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *