Chal Padi Suhagini Dhan Me Jaise Daamini
Chal Padi Suhagini Dhan Me Jaise Daamini
Amar Bhawana Liye Atal Kaamana Liye
Chal Padi Suhagini
Man Me Jiske Tyaag Hai Tyaag Me Anuraag Hai
Man Me Jiske Tyaag Hai Tyaag Me Anuraag Hai
Pati Se Milane Ja Rahi Piya Ki Anugamini
Chal Padi Suhagini Dhan Me Jaise Daamini
Chal Padi Suhagini
Ek Dubate Huye Ko Mrityu Se Ubaarne
Apni Maang Se Paraayi Maang Ko Sawarne
Satya Dharm Ke Liye Sach Ki Aan Ke Liye
He Satya Dharm Ke Liye Sach Ki Aan Ke Liye
Praan Thi Wo Tyaagane Ek Praan Ke Liye
Vrat Bada Kathin Liye Banke Ye Bhay Raagini
Chal Padi Suhagini Dhan Me Jaise Daamini
Chal Padi Suhagini
Chali Pati Sang Sati Chal Song Lyrics from the movie/album Mata Mahakali released in the year 2018 starring Shahu Modak, Nalini Chonkar. The song Chali Pati Sang Sati Chal was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by Avinash Vyas
Share your thoughts