Chali Aaj Gori Piya Ki Nagariya Lyrics  | Godaan | Raj Kumar, Kamini Kaushal | Lata Mangeshkar | Pandit Ravi Shankar

Chali Aaj Gori Piya Ki Nagariya Lyrics | Godaan | Raj Kumar, Kamini Kaushal | Lata Mangeshkar | Pandit Ravi Shankar

Chali aaj gori piya ki nagariya
Chali aaj gori piya ki nagariya
Mangiya mein sindur odhe chunariya
Mangiya mein sindur odhe chunariya
Chali aaj gori piya ki nagariya

Dularo se pali yeh komal kali si
Dularo se pali yeh komal kali si
Chhipi mann ke aanchal
Mein jaisi dari si
Woh hi aaj jaye parayi nagariya

Ankhiyo mein aansu
Hain sanso mein aandhi
Ankhiyo mein aansu
Hain sanso mein aandhi
Sajan se milan ko sajaniya hai jati
Naino se tham tham ke barase badariya
Naino se tham tham ke barase badariya
Chali aaj gori piya ki nagariya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *