Chalee Aaj Goree Piya Kee Nagariya Lyrics | Godaan | Lata Mangeshkar | Ravi Shankar

Chalee Aaj Goree Piya Kee Nagariya Lyrics | Godaan | Lata Mangeshkar | Ravi Shankar

Chali aaj gori piya ki nagariya
Chali aaj gori piya ki nagariya
Mangiya me sindur odhe chunariya
Mangiya me sindur odhe chunariya
Chali aaj gori piya ki nagariya

Dularo se paali ye komal kali si
Dularo se paali ye komal kali si
Chhipi man ke aanchal me jaisi dari si
Wahi aaj jaye parayi nagariya

Ankhiyo me aansu hain saanso me aandhi
Ankhiyo me aansu hain saanso me aandhi
Sajan se milan ko sajaniya hai jati
Naino se tham tham ke barase badariya
Chali aaj gori piya ki nagariya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *