Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal
Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Chala Chal Lifaafe
Tujhe Uske Abba Ka Dhadka Nahi
Tujhe Uske Abba Ka Dhadka Nahi
Ke Tu Ik Lifaafa Hai Ladaka Nahi
Mera Uske Ghar Mein Ho Haay
Mera Uske Ghar Mein Hai Jaana Muhaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Mujhe Darr Hain Tujhse Bigad Jaayegi
Mujhe Darr Hain Tujhse Bigad Jaayegi
Mujhe Darr Hain Tujhse Bigad Jaayegi
Tabiyat Ki Hai Garm Lad Jaayegi
Koi Aisa Waisa
Aisa Waisa
Koi Aisa Waisa Na Karna Sawaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Sunaana Mera Haal Iss Zor Se
Sunaana Mera Haal Iss Zor Se
Ke Bandh Jaaye Wo Pyaar Ki Dor Se
Dikhaana Kuchh Apne Haay Hoye
Dikhaana Kuchh Apne Hunar Ka Kamaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Khushi Se Jo Tanhaayi Mein Jo Jhum Le Woh
Khushi Se Jo Tanhaayi Mein Jo Jhum Le Woh
Khushi Se Jo Tanhaayi Mein Jo Jhum Le Woh
Jo Najarein Bachaakar Tujhe Chum Le Wo
Chura Laayiyo Laayiyo Ho Haay
Chura Laayiyo Rang Lab Laal Laal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal
Suna Jaake Uss Shokh Ko Mera Haal
Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal Song Lyrics from the movie/album Deedar-E-Yaar released in the year 2018 starring Jeetendra, Rekha. The song Chala Chal Lifaafe Kabutar Ki Chaal was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by H S Rawal. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Kaifi Azmi, Sahir Ludhianvi
Share your thoughts