Chal Pade Hum Song Lyrics from the movie/album Satrangee Parachute released in the year 2016 starring Jackie Shroff, Kay Kay Menon. The song Chal Pade Hum was sung by Shaan. This movie/album was directed by Vineet Khetrepal. The music was given by Kaushik Dutta. The lyrics were Penned by Rajeev Barnwal. The music rights for song purely belongs to Saregama

Chal Pade Hum Lyrics

Chal Pade Hum
Kya Thikaanasocha Nahi
Manzil Pata Hai
Rasta Kahaan Socha Nahi
Bas Chal Diye Zid Hai Yeh
Aankhon Mein Sapne Bhar Liye
Aage Hi Aage Bas Chal Diye

Chal Pade Hum
Kya Thikaana Socha Nahi
Manzil Pata Hai
Rasta Kahaan Socha Nahi
Raaste Yeh Saath Chalte
Tedhi Medhi Zindagi Ke
Yaadein Bhi Hain Puraani
Aane Waale Pal Khushi Ke
Raaste Yeh Saath Chalte
Tedhi Medhi Zindagi Ke
Yaadein Bhi Hain Puraani
Aane Waale Pal Khushi Ke
Sochta Hai Mann Yeh Mera
Aasmaan Mein Udna Chahe
Choona Chahe Chaand Taare
Sapne Dekhe Kitne Saare
Chalte Chalte Rukna Kahaan
Socha Nahi
Bas Chal Diye Zid Hai Yeh
Aankhon Mein Sapne Bhar Liye
Aage Hi Aage Bas Chal Diye

Zindagi Ke Is Safar Mein
Rang Dekho Kitne Saare
Khushiyaan Chun Lo Jitni Milti
Phir Na Honge Yeh Nazaare
Zindagi Ke Is Safar Mein
Rang Dekho Kitne Saare
Khushiyaan Chun Lo Jitni Milti
Phir Na Honge Yeh Nazaare
Ashaaon Ki Dor Pakde
Mann Mein Itna Zor Karle
Muskura Ke Khil-khila Ke
Aandhi Toofaan Se Guzar Le
Pankh Mil Gaey
Udna Kahaansocha Nahi
Behte Behte Thamna Kahaan
Socha Nahi
Bas Chal Diye Zid Hai Yeh
Aankhon Mein Sapne Bhar Liye
Aage Hi Aage Bas Chal Diye
Chal Pade Hum
Kya Thikaana Socha Nahi
Manzil Pata Hai
Rasta Kahaan Socha Nahi.

Share your thoughts

Jackie shroff, Satrangee parachute, Satrangee parachute (2011), Jackie shroff songs, Music video with lyrics, Khali dil nahin jaan bhi mangda nusrat fateh ali khan, Bobby deol lara dutta songs, Lara dutta songs, Tanushree datta, Lyrics of aisa lagta hai, Bobby deol lara dutta movie, Khali dil nahin jaan bhi hai mangda song, Khali dil nahin jaan bhi hai mangda full song, Jhak maar ke lyrics, Aisa lagta hai lyrics, Khali dil nahin jaan bhi mangda song, Oh gori tu chali khana