Chahe Roke Ye Zamana Song Lyrics from the movie/album Sher Khan released in the year 2018. The song Chahe Roke Ye Zamana was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by S N Tripathi. The lyrics were Penned by Prem Dhawan

Chahe Roke Ye Zamana Lyrics

Chahe Roke Ye Zamana Chahe Toke Ye Zamana
Par Dil Se To Pyar Ko Mita Na Sakega
Chahe Roke Ye Zamana Chahe Toke Ye Zamana
Par Dil Se To Pyar Ko Mita Na Sakega
Jise Aankho Me Basaya Jise Dil Se Lagaya
Yad Uski Dil Se To Koi Bhula Na Sakega
Chahe Roke Ye Zamana Chahe Toke Ye Zamana

Dil Jalta Rahe Gum Palta Rahe
Fariyad Magar Hum Karte Nahi
Dil Jalta Rahe Gum Palta Rahe
Fariyad Magar Hum Karte Nahi
Jab Pyar Kiya Dil Har Diya Fir Julm Sitam Se Darte Nahi
Aaye Lakho Ki Balaye Chale Kitni Hawaye
Koi Pyar Ki Shama Ko To Bujha Na Sakega
Chahe Roke Ye Zamana Chahe Toke Ye Zamana

Is Shan Pe Tu Yu Naz Na Kar Sada Jor Kisi Ka Chalta Nahi
Is Shan Pe Tu Yu Naz Na Kar Sada Jor Kisi Ka Chalta Nahi
Kis Aur Se Bhi Suraj Nikle Par Sham Dhale Ye Dhalta Nahi
Chahe Uthi Talware Chahe Chamki Katare
Koi Sar Ko To Hamare Jhuka Na Sakega
Chahe Roke Ye Zamana Chahe Toke Ye Zamana
Par Dil Se To Pyar Ko Mita Na Sakega
Chahe Roke Ye Zamana Chahe Toke Ye Zamana

Share your thoughts

Mangeshkar, Lata mangeshkar, Chahe roke yeh zamana, Lata mangeshkar assigned yeh baat bade hi raaz ke hai, Sn tripathi, Kumud tripathi, Hindi songs lyrics, Maiyya yashoda lyrics, Hindi lyrics, Dekho yeh zamana kare yaron se, Lyrics, Ratna mala, Madan mohan, Chahe, Masti ki paathshala rang de basanti, Kahe rooth gaili saiyan hamaar, Zamana-sher, Gaana, Masti ki paathshala songs, Masti ki paathshala, A r rahman songs hindi, Kavita krishnamurthy, Old romantic songs hindi