Chaalbaaz Song Lyrics from the movie/album Chaalbaaz released in the year 2016 starring Mithun Chakraborty, Rajat Bedi. The song Chaalbaaz was sung by Mou Mukherjee (Jojo). This movie/album was directed by Gautam Verma. The music was given by Natraj - Durga. The lyrics were Penned by Vinay Bihari. The music rights for song purely belongs to T-Series

Chaalbaaz Lyrics

Chaalbaaz Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz
Aankhon Se Ek Pal Mein
Kajal Churata Hai
Chaalbaaz Chaalbaaz
Hai Apni Adao Se Ye
Paagal Banata Hai
Chaalbaaz Chaalbaaz
Masti Mein Gaaye
Masti Mein Jhume
Baazi Hamesha Iske
Kadmo Ko Chume
Aa Jaaye Samne To
Hosh Ye Udata Hai
Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz

Dikhta Hai Jaisa Waisa
Kuch Bhi Nahin Hai
Rakhta Hai Paav Jahan
Khushiya Waha Hai
Dikhta Hai Jaisa Waisa
Kuch Bhi Nahin Hai
Rakhta Hai Paav Jahan
Khushiya Waha Hai
Masti Mein Gaaye
Masti Mein Jhume
Baazi Hamesha Iske
Kadmo Ko Chume
Apne Isharo Pe Ye
Sabko Nachata Hai
Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz

Jeevan Mein Harna
Ye Sikha Na Jana
Mushkil Hai Iski
Nazar Se Bach Pana
Jeevan Mein Harna
Ye Sikha Na Jana
Mushkil Hai Iski
Nazar Se Bach Pana
Masti Mein Gaaye
Masti Mein Jhume
Baazi Hamesha Iske
Kadmo Ko Chume
Anhoni Ko Ye Honi
Karke Dikhata Hai
Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz

Aankhon Se Ek Pal Mein
Kajal Churata Hai
Apni Adao Se Ye
Paagal Banata Hai
Masti Mein Gaaye
Masti Mein Jhume
Baazi Hamesha Iske
Kadmo Ko Chume
Aa Jaaye Samne To
Hosh Ye Udata Hai
Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz
Chaalbaaz Chaalbaaz.

Share your thoughts

Mithun chakraborty movies full, Durga natraj song, Durga natraj songs, Evergreen movies, Great indian comedy, 2000 hit hindi movies, Aditya pancholi movies, Superhit bollywood movie, Shammi kapoor movies, Gautam govinda hindi full movie, 2000 hindi movies, Gautam govinda 2002, Gautam govinda songs, 2000 movies bollywood, 2000 movies hindi full, Action movies bollywood, Popular movies