Chaachi, Ladake Ne Ladaki Ko Chhedaa Song Lyrics from the movie/album Pyaar Koi Khel Nahin released in the year 2018 starring Sunny Deol, Mahima Choudhary. The song Chaachi, Ladake Ne Ladaki Ko Chhedaa was sung by Abhijeet. This movie/album was directed by Subhash Sehgal. The music was given by Jatin Lalit. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri

Chaachi, Ladake Ne Ladaki Ko Chhedaa Lyrics

Chaachi Chaachi Chaachi Chaachi
Ladke Ne Ladki Ko Chheda To Aisa Kya Tufaan Ho Gaya
Ladke Ne Ladki Ko Chheda To Aisa Kya Tufaan Ho Gaya
Ladke Ne Ladki Ko Chheda To Aisa Kya Tufaan Ho Gaya
Bujurgo Khush Ho Jaao Ke Ladka Javaan Ho Gaya
Ladke Ne Ladki Ko Chheda To Aisa Kya Tufaan Ho Gaya
Bujurgo Khush Ho Jaao Ke Ladka Javaan Ho Gaya
Ladke Ne Ladki Ko Chheda
Ha Chheda

Nazar Ko Ulajhane Ki Umar Yahi Hai
Behakne Takraane Ki Umar Yahi Hai
Sharm Se Khud Ho Jaaye Agar Gulaabi
To Samajho Ladke Me Hai Koyi Kharaabi
Jaldi Se Vaid Ko Dikhalaao Javaan Bezabaan Ho Gaya
Ladke Ne Ladki Ko Chheda To Aisa Kya Tufaan Ho Gaya
Bujurgo Khush Ho Jaao Ke Ladakaa Javaan Ho Gaya
Ladke Ne Ladki Ko Chheda
Ha Chheda

Javaani Ki Duniya Hai Chaar Dina Ki
Ye Saari Chaandaniya Hai Chaar Dina Ki
Ye Mausam Kya Hota Hai Khud Se Puchho
Bujurgo Apne Bite Din To Socho
Ladki Jo Bigad Jaaye Muqaddar Meharbaan Ho Gaya
Ladke Ne Ladki Ko Chheda To Aisa Kya Tufaan Ho Gaya
Ladke Ne Ladki Ko Chheda To Aisa Kya Tufaan Ho Gaya
Bujurgo Khush Ho Jaao Ke Ladka Javaan Ho Gaya
Ke Ladka Javaan Ho Gaya
Ke Ladka Javaan Ho Gaya
Ho Chaachi

Share your thoughts

Ladke ne ladki ko chheda, Pyaar koi khel nahin, Sath nibhana sathiya | dharam meera funny moments, Kaise pata kare ladki chahti hai, Abhijeet, Shaheen studio mehak malik, Ladki like karti hai kaise jane, Mehak malik dance, Chandoba lapala zadit, Dhoyi ke nau mahina rajau, Mehak malik, Mehak malik song, Ghamandi ladki ki kahani, Aaj bhar dhil da dhodi jan chhil da, Atul thakur darad uthela karihaiya, Sautiniya ke chakkar mein, Shiva ka adhura pyar reva ki kahani