Bulabul Mere Chaman Ke Taqadir Meri Ban Ke Lyrics | Heer | Geeta Dutt | Anil Biswas

Bulabul Mere Chaman Ke Taqadir Meri Ban Ke Lyrics | Heer | Geeta Dutt | Anil Biswas

Bulbul mere chaman ke
Takdir meri ban ke
Jaago meri tamannaa
Jaago
Bulbul mere chaman ke
Takdir meri ban ke
Jaago meri tamannaa
Jaago

Dekho meri nazar me
Hasrat machal rahi hai
Parvaanaa so raha hai
Aur shamma jal rahi hai
Dekho meri nazar me
Hasrat machal rahi hai
Parvaanaa so raha hai
Aur shamma jal rahi hai
Kahti hai bekraari
Ye raate hai humaari
Kahti hai bekraari
Ye raate hai humaari
Jaago meri tamannaa
Jaago
Jaago
Bulbul mere chaman ke
Takdir meri ban ke
Jaago meri tamannaa
Jaago

Nile gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte
Jaago to thahar jaayen ye raat dhalte dhalte
Nile gagan pe chanda ruk jaaye chalte chalte
Jaago to thahar jaayen ye raat dhalte dhalte
Aaye na phir saveraa tum saath do jo meraa
Aaye na phir saveraa tum saath do jo meraa
Jaago meri tamannaa
Jaago
Jaago
Bulbul mere chaman ke
Takdir meri ban ke
Jaago meri tamannaa
Jaago

Movie Heer
Singer Geeta Dutt
Director Hameed Butt
Music Composer Anil Biswas
Lyricist Majrooh Sultanpuri
Star Cast Pradeep Kumar, Nutan, Mubarak, Shakuntala Paranjpye, Murad, Rashid, Lalita Pawar, Puri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *