Bramhaji Ke Bramha Yog Se Lyrics | Kailashpati | Avinash Vyas

Bramhaji Ke Bramha Yog Se Lyrics | Kailashpati | Avinash Vyas

Bramha ji ke bramh yog se
Rama hua shiv ang me
Sati ke tan ka bhasam chala
Nutan me umang me
Praani ke jiwan me samaya
Van jiwan ka pyaar re
Liya sati ne paarvati ke
Rup me fir avtaar re

Dharti himalay ki hui paawan
Chahu dish aanand chhaya
Shok samunder me dube hue
Devo ka man harshaya
Laga dubne paap aur abhimaan me
Jab sansaar re
Aai jag janni tab banke
Jag ki taaranhaar re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *