Boondhe Baarish Ki Song Lyrics released in the year 2024 starring Kunal Jai Singh, Shubhi Shrivastava. The song Boondhe Baarish Ki was sung by Akhil Sachdeva. The music was given by Ayush Soni. The lyrics were Penned by Rakesh Kumar (Kumaar). The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Boondhe Baarish Ki Lyrics

Aankhon Mein Teri Main Doob Jaun
Na Fir Kinara Miley
Behte Huye Main Ruku Fir Wahan Pe
Jahan Teri Saansein Chalein

Pehle Se Jyada Main Hoon Deewana
Sunn Mere Dil Ne Kaha
Mausam Hai Jo Baadal Ka
Hai Rang Tere Kaajal Ka

Chehre Pe Tere Thehri Huyi Hai
Har Pal Yeh Meri Nazar
Tu Hai Yahan Tak Abb Hai Wahan Tak
Yeh Zindagi Ka Safar

Chehre Pe Tere Thehri Huyi Hai
Har Pal Yeh Meri Nazar
Tu Hai Yahan Tak Abb Hai Wahan Tak
Yeh Zindagi Ka Safar
Yeh Zindagi Ka Safar

Milke Tujhe Main Khudse Judaa Hu
Asar Tera Aisa Hua
Mausam Hai Jo Baadal Ka
Hai Rang Tere Kaajal Ka

Boley Boondein Baarish Ki
Hai Ishq Tu Iss Paagal Ka
Boley Boondein Baarish Ki

Boley Boondein Baarish Ki
Hai Ishq Tu Iss Paagal Ka
Boley Boondein Baarish Ki
Hai Ishq Tu Iss Paagal Ka

Share your thoughts

Baarish song, Baarish, Akhil sachdeva songs, Akhil sachdeva, Baarish lyrics, Akhil sachdeva new song, Akhil sachdeva all song, Boondhe baarish ki video, Boondhe baarish ki, Akhil sachdeva song, Lyrics baarish, Boondhe baarish ki song, Akhil sachdeva new songs, Nasha boy akhil sachdeva, Baarish full song lyrics, Akhil sachdeva love songs, Boonde baarish ki, Baarish ki boonde, Akhil sachdeva latest song, Kaise hua song lyrics, Gurnazar live akhil sachdeva