Boom Boom, Kadmo Me Apne Song Lyrics from the movie/album Xcuse Me released in the year 2018 starring Sharman Joshi, Saahil Khan. The song Boom Boom, Kadmo Me Apne was sung by Sanjeev, Darshan. This movie/album was directed by N Chandra. The music was given by Sanjeev Darshan. The lyrics were Penned by Abbas Katka

Boom Boom, Kadmo Me Apne Lyrics

Boom Boom Kadmo Mein Apne Zamana Hai
Boom Boom Sabko Dekhana Hai
Boom Boom Hotho Pe Apne Tarana Hai
Boom Boom Sabko Sunana Hai
Baat Suno Mere Yaaro Yaaro
Duniya Ko Goli Maaro Maaro
Zindagi Ki Har Baazi Baazi Jeet Lo Tum Na Haaro Na Haaro
Jo Hona Hai Ho Jaane Do Kal Ki Fikar Chhodo Aish Karo
Kya Khona Hai Kya Paana Hai
Khali Haath Aaye The Khali Haath Jana Hai
Boom Boom Kadmo Mein Apne Zamana Hai
Boom Boom Sabko Dekhana Hai
Boom Boom Hotho Pe Apne Tarana Hai
Boom Boom Sabko Sunana Hai
Ye Hai Style Ye Hai Style Life Hai Kya Ek Style

Koi Kahe Doctor Bano Koi Kahe Engineer Bano
Tum Muskurake Sabki Suno Dil Jo Kahe Wahi Tum Karo
Jo Hona Hai Ho Jaane Do Kal Ki Fikar Chhodo Aish Karo
Kya Khona Hai Kya Paana Hai
Khali Haath Aaye The Khali Haath Jana Hai
Boom Boom Kadmo Mein Apne Zamana Hai
Boom Boom Sabko Dekhana Hai
Boom Boom Hotho Pe Apne Tarana Hai
Boom Boom Sabko Sunana Hai

Yaaro Suno Chhodo Sharam
Hamare Kadam Se Milalo Kadam Takrayega Kis Mein Hai Dam
Hum To Hai Hum Sab Paani Hai Kam Jo Hona Hai Ho Jaane Do
Kal Ki Fikar Chhodo Aish Karo Kya Khona Hai Kya Paana Hai
Khali Haath Aaye The Khali Haath Jana Hai
Boom Boom Kadmo Mein Apne Zamana Hai
Boom Boom Sabko Dekhana Hai
Boom Boom Hotho Pe Apne Tarana Hai
Boom Boom Sabko Sunana Hai

Share your thoughts

Sanjeev darshan, Darshan, Sanjeev, Ranjeev, Main teri ho gayi lyrics sardar ka grandson, Kadam kadam badhaye ja lyrics, Tu itni khoobsurat hai lyrics, Falak intezaar lyrics, Lyrics, Tum dhundo mujhe gopal lyrics, Tum dhundo mujhe gopal lyrics in hindi, Piya ji lyade ne mere ghoom ghaghra, Bhool bhulaiyaa 2 title track lyrics song, Piya ji lyade ne mere ghoom ghaghra song, Main teri ho gayi lyrics, Tum dhundo mujhe gopal mai khoi gaiya teri lyrics